Usne kaha
BARISH khubsurt
Ya Mai?
Maine kaha
Ye to nhi janta
Mgr
Jb Tmhe Dkhta hon to
BARISH Bhul jata hn
Or
Jb BARISH pe prti ha Nzr to
Tum yad ate ho.
BARISH Ya Mai?
yad kia rhkon
Dil se kuch dair tujko juda rkhon,
Mere bs me nhi k me tjhe khfa rkhon,
Nhi he kuch bhi mere dil me siwa tere,
Me tjhko bhula do to yad kia rhkon.
Teri yaad ati rahe
Her Subha
teri muskurati rahe
Her Shaam
teri gungunati rahe
Tu jis se B mile
Is tarah se mile
k her milne wale ko
teri yaad ati rahe
MASRØØF rehte hen.....
Ae DIL tu TANHAYOUN mein rehne ka AADI HOja
*....* *....* *....*
Jinhen tu YAAD karta he wo barey MASRØØF rehte hen.....
yaadon k sahare
Tamam gham bhol jane ko ji karta hy,
Ab ek bar mukurane ko ji karta hy,
Boht ji liya yaadon k sahare,
Ab aap k paas aane ko ji karta hy.
khamoshi
Q kisi ki khamoshi mujhe khamosh kar jati hy,
Q kisi ki udasi mujhe udas kar jati hy,
kia rishta hy mera us ka,
jo mujhe us ki yaad har pal aajati hy.
Fursat me jab
Fursat me jab b kbhi wo yaad aaya,
Dil me sirf ek hi khayal aaya,
Yaad karte hain jise hum har waqt,
kia usay b kbhi hamara khayal aaya?
(I*MISS*u)
Mene
"Hawa"
ko Ek
"Message"
diya wo
"Jhoomti"
hue
"Badal"
K pass gae aur Mera
"Message"
usko diya to wo
"Barasne" laga
" . " . " . " . " . " . " . " . " . " . " . " . " . " . " . " . " . " . " . " . " . " . " . " . " . " . " .
Or
"Barasne"
wali Har
"Bond"
se
"Awaz"
Aae
(I*MISS*u)
Itni asani se
Itni asani se kese bhool jata hai koi,,,
Reh reh kar Q yad ata hai koi,,,
Umar bhar yaad karte rahainge hum,,,
Dekhte hain kab tak humey bhulata hai koi.
tum mujh say
tum mujh say juda hokar phir yaad bht aaye,
har shaam ko aangan may jab phel gaye saye,
is shehar ka lagta hay shewah he nahi milna,
har taraf hain band galiyan koi kis tarah mil pae
IF u ''Miss" me,
IF u ''Miss" me,
IF u Want to "Feel" me,
So...
Close ur Eyes & keep ur Hand on ur HEART,
&
Then Listen..
Dhak
Dhak
Yes!
¤ItsMe¤
wo kia janey
Yadon ki keemat wo kia janey,
.
Jo yadon ko mita diya kartey hain,
.
Yadon ka matlab to un se pucho,
.
Jo yadon k saharey jiya kartey hain:-)
Door hone k baad
Aik sath rehte rehte waqt guzar jaye ga
Door hone k baad kon kisse yaad aaye ga
Jee lo yeh pal jo hum sath hain
Kal ka kya pata yeh waqt kahan le jai ga.....
DIL se Poocha
Ek Din me ne DIL se Poocha "wadon" aur "Yaadon" main kia Farq hai?
Jawab mila "wady" Insan Torta hai aur
"Yaadain" Insan ko Tor dati hain
Milne ki abhi umeed
Meethi si hawa lagi abhi abhi
kia Aap ne yaad kia abhi abhi
Aap se milne ki abhi umeed to nahi phir bhi
youn laga
Aap mil kar gaye abhi abhi.
Teri YAAD mein
Na MusKurane ko ji chahta hai
Na Aansoon bahane ko ji chahta hai
likhoon to kia likhoon teri YAAD mein
Bas tere paas Aane ko ji chahta hai.
kaise bhool jata hai
Itni asani se kaise bhool jata hai koi,
Reh reh kar kyun yaad ata hai koi,
Umar bhar yaad karte rahenge hum
Dekhte ha kab tak hame bhulata ha koi.
YAAD TUM AATE HO
Jab Dur Ufaq Per Lali ho
Jab Sham Udasi Wali ho
Jab Zabt ka Bandhan Tota ho
Jab Aas ka Daman Chuta ho
Jab Darshan pyas BuJhate hon
Jab Mosam Geet Sunate hon
Jab Kaan hon Tarse Baton ko
Jab Neind na Aye Raton ko
Jab Ankhon Men Rat Jagi ho
Jab Apne Dard State Hon
Tab !
"YAAD BOHAT TUM AATE HO"
I*MISS*YOU
Maine
"Hawa"
ko Ek
"Message"
diya wo
"Jhoomti"
hui
"Baadal"
K pass gai aur Mera
"Message"
usko diya to wo
"Barasne" laga
" . " . " . " . " . " . " . " . " .
" . " . " . " . " . " . " . " . " .
" . " . " . " . " . " . " . " . " .
Aur
"Barasne"
wali Har
"Boond"
se
"Awaz"
Aai.
I*MISS*YOU.
Manzer Pe Udassi
Her ik Manzer Pe Udassi Chayi Hai
Chand ki Roshni Me bhi kami Aii Hai
Akely Achay they Hum Apne Ashiyane Me
Jane kyun Toot ker Aaj Phir aap ki Yaad Aii Hai