Ik shaks ki chahahat ka armaan

Ik shaks ki chahahat ka armaan raha aksar

Jo jaan ke bhi sab kuch anjaan raha aksar

Ata hai woh neendon mein, rehta hai woh khaabon mein,

Ik yahi to us ka mujh pe ehsaan raha aksar....