zindagi dard hai

Bin us k zindagi dard ha tanhai ha...
Meri ankhon main kyun maut simat aae ha...
Mehfil main rah kar bi tanha rahay...
Yeh ada humain us ki mohbt ne shikhae ha...
Kahtay hain ishq ko log ibadat yaro...
Phir ibadat main kyun itni ruswai hai