Mere Wajood Mein

Mere Wajood Mein Wafa Ki Roshni Utaar Day

Phir Itna Piyar Day Mujhy K Chahton Main Maar Day

Bhout Udaas They So Uth K Terey Pass Aa GaY

Kuch Aisi Baat Kar Jo Dil Ko Chain Or Qarar Day

Suna Hai Teri ik Nazar Sanwarti Hai Zindagi

Jo Ho Sake To Aj Meri Zindagi Sanwar Day..