Jab Dur Ufaq Per Lali ho
Jab Sham Udasi Wali ho
Jab Zabt ka Bandhan Tota ho
Jab Aas ka Daman Chuta ho
Jab Darshan pyas BuJhate hon
Jab Mosam Geet Sunate hon
Jab Kaan hon Tarse Baton ko
Jab Neind na Aye Raton ko
Jab Ankhon Men Rat Jagi ho
Jab Apne Dard State Hon
Tab !
"YAAD BOHAT TUM AATE HO"
YAAD TUM AATE HO
Keyword
Missing U SMS