Apni jaagh

Kal raat meri aankh se
Aik aanso nikal aaya
To
Us ne muskura kar
Ye bataya
Koi teri aankhon main itna hai samaya
K
Main chah kar bhi
Apni jaagh na bana paya.