Hamari chahat


Is kadar hamari chahat ka imtehan na lijiye,

Kyon ho humse khafa ye bayan to kijiye,

Kar dijiye maaf agar ho gayi humse khata,

Yun sms na bhejkar hame saza na dijiye